Damn Lyrics

 

“Damn”

Yeah Yeah!

Kabhi kabhi mujhe lage mere piche ek saaya
Jo aaya hai mujhe bataane ki
Woh aage zyada jo chaate zamane ki
Lat badi lagi jinhe oro ka khaane ki… Haan

Kitna hi khaa lenge haan
Kitna bacha lenge haan
Yeah yeah yeah..

Bhaage jo bawarchi inke
Khud ka bana lenge kya… kya kya
Khudko sambhalenge kya
Ye karma mitayenge haan
Khud jo hain ghar pade woh
Humko vo ghar bitha lenge kya
Par mujhe kya mujhe kya
Mai kisi ki ni sunta
Mujhe poore karne armaan ghar ke
Aur sapne jo main bunta
Kaafi dabi padi mere dil mein hai baatein
Dil se na nikle woh studio ki raate
Aayi gayi jaane kitni hai barsaat
Jo pehle mere bhai the vo ab bhi mere saath hain
Yeah!
Aankhein milaoge na ya aankhein churaoge haan
Sabse banaate ho baatein khudko bana loge kya..

Kyunki mai deta ni damn
Kyunki mai deta ni damn.. yea yea
Kyunki mai deta ni damn
Kyunki mai deta ni damn.. yea yea

Par ab mai deta ni time
Haan ab main deta ni time.. yea yea
Par ab main deta ni time
Haan ab main deta ni time, yea yea

Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn
(I don’t give a damn)
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn
(I don’t give a damn)

(KR$NA)
Samajh nahi paate
Mujhe ye samajh nahi paate
Karte ye bhasad ki baatein
Par chashme laga ke bhi ye nazar nahi aate
Main toh deta nahi damn
Karne mein khatam mai leta ni time
Saath mein laya ye wali gang
Kalamkaar meri ek aadhi fam.. aye
Rakhu mai paas
Kareeb jo mere hain khaas
Baaki naa karta bardaasht
Gaano mein chhodu main laash
Antim ardaash
Paisa hai paas
Ab meri zubaan ka inko to samjh nahi aata
Aaj jo kara hai
Kisi ka namak nai khata
Kehna jo kehn do.. kehn do
Milta nahi chain aise django
Hater hain sekdon
Par main hoon thankful
Karun main handle
Shukriya fans ko.. fans ko
Bante aaj fans bro
Bante aaj fans bro
Trap jaise band ho muskuraata
Jab jaat hoon bank ko

Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mai deta nahi damn.. deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn.. deta nahi damn

Par ab mein deta nahi time
Ha mein ab deta nahi time.. yeah yeah

Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn
(I don’t give a damn)
Kyunki mein deta nahi damn
Kyunki mein deta nahi damn
(I don’t give a damn)

Par mein ab nahi deta time
Par ab mein deta nahi time.. yeah yeah

Ghar pe lambi gaadi
Ghar mein bakse mein hai rolly
Rehta apne trip mein
Par main khata nahi Molly
Studio hai ghar mein office 200 meter door
Boli meri meethi par main haathon se mazdoor

Na na.. na na
Mere aage zor na chala
Na na.. na na
Le le ye free ki slaah
Haan haan
Manta meri kahan
Haan haan
Sab tu bhulate jaa
Dushman ko gale laga

Being an artist
Being me
That was my best excuse for being crazy..

 

About Singga Lyrics

Artist: Raftaar, Kr$Na
Album: Mr. Nair
Lyricist: Raftaar, Kr$Na
Music: Raftaar
Label: Zee Music Company

Leave a Comment